Waqt

Waqt Lyrics

Paradox
Hindi
9 views
Published on May 02, 2026

Discover the soulful vibes of Waqt. A Hindi masterpiece from the album Bade Dino Baad, it is written, composed, and sung by Paradox.

Ae waqt thehar ja zara Abhi unse na milna hua Thodi yaadein reh gayi Baatein reh gayi jaane kya raaton mein raha Ae waqt thehar ja zara Abhi unko main padh na saka Thodi yaadein reh gayi baatein reh gayi Jaane kya aankhon ne kaha Aankhon ne kaha tha aankhon se Ki baatein karte rahenge Zubaan tumhari aankhon ne nahi di thi toh Tauheen na karo Nikal jaate hain aaj bhi inhi raahon pe raaton mein Pata hai nahi miloge tum Kya karein hai shauq e aakrosh Kash roz tumhe bata diya hota ki nashe ne nahi tumhare intezaar ne mera yeh haal kiya Kash roz tumse tumhara haal puchne ke saath saath bata diya hota ki mera bhi haal kya hai Kash tum samajh paate ki sawaal the par fikr thi unke peeche Kash tum jawaab mein bas itna keh dete ki sawaal pasand nahi the tumhe Ae waqt thehar ja zara Abhi unse na milna hua Thodi yaadein reh gayi Baatein reh gayi jaane kya raaton mein raha Ae waqt thehar ja zara Abhi unko main padh na saka Thodi yaadein reh gayi Baatein reh gayi jaane kya aankhon ne kaha Keh toh diya tha magar nibhana kaise hai pata nahi tha shayad Seh toh liya tha magar sawarna kaise hai pata nahi tha shayad Shayad soch liya tha ki hum tum aur main se zyada kareeb the mere Lekin tum aur main kaafi alag the pata nahi tha shayad Maana rihayi maine khud hi se de di thi tumhe Lekin tum toh jadugar the na tum toh mutthi mein ret thaamna bhi jaante the Haan main nadaan tha lekin meri nadaani tum sambhaal nahi paaye Kyun tum toh sab sambhaalna jaante the Ae waqt thehar ja zara Abhi unse na milna hua Thodi yaadein thodi baatein Jaane kya aankhon ne kaha Ae waqt thehar ja zara

Song Full Credits

Singer Paradox
Music Paradox
Composer Paradox
Lyrics / Lyricist Paradox
Label Paradox
Language Hindi
Release Date 23 Apr 2026

More from Bade Dino Baad

Watch Official Video

Frequently Asked Questions

The song Waqt is beautifully sung by Paradox.
The music for Waqt is composed by the talented Paradox.
The meaningful lyrics of Waqt are penned by Paradox.
The official video of Waqt features in the lead roles.

More Songs by Paradox